Islami Taalim Study Centre

  Assalamualaikum


       Ek Zaruri Aylaan


Hamne Hamari *ummat-e-musalmaan* Ke Liye Online *Islami Taalim* Shuru Ki Hai jisse Aapke Bacche Ya Aapke Chhote Bhai Behen Isse Online Apne Gharo Mai Rehkar Islaam Ki Taalim Haasil Kar Sakege 


Iss Corona Virus Ke Chalte Kayi Jagah Madarse Masjide Band Chal Rahi Hai jisse Wo Taalim Haasil Nahi Kar Paa Rahe Isliye Hamne Yeh Online Classes Ki Shuruat Ki Hai Jisse Bacche Apne Ghar Se Hi Taalim Haasil Kar Sakege 


Iss Course Mai 13 Subject Hai Jinke Baare Mai Uppar Diye Gaye Poster Mai Diya Gaya 


Hamari Aapse Darkhast Hai Ki Aap Apne Baccho Ko Hamari Online Classes 

 *Islami Taalim* 

Mai Admission Dilaaye Jisse unki Taalim Ka Nuksaan Na Ho 

 *Course Ki  Zyada Jaankaari Lene Ke Liye Iss Number Par Raabta Kare* 


 **Contact :- 6397074574* 

                *Maulana Mohd Akhlaq** 


 *Jazakallah* 


Date :- 27/NOV/2020

Comments