Posts

Showing posts from November, 2020

Islami Taalim Study Centre

Image
   Assalamualaikum        Ek Zaruri Aylaan Hamne Hamari * ummat-e-musalmaan * Ke Liye Online * Islami Taalim * Shuru Ki Hai jisse Aapke Bacche Ya Aapke Chhote Bhai Behen Isse Online Apne Gharo Mai Rehkar Islaam Ki Taalim Haasil Kar Sakege  Iss Corona Virus Ke Chalte Kayi Jagah Madarse Masjide Band Chal Rahi Hai jisse Wo Taalim Haasil Nahi Kar Paa Rahe Isliye Hamne Yeh Online Classes Ki Shuruat Ki Hai Jisse Bacche Apne Ghar Se Hi Taalim Haasil Kar Sakege  Iss Course Mai 13 Subject Hai Jinke Baare Mai Uppar Diye Gaye Poster Mai Diya Gaya  Hamari Aapse Darkhast Hai Ki Aap Apne Baccho Ko Hamari Online Classes   * Islami Taalim *  Mai Admission Dilaaye Jisse unki Taalim Ka Nuksaan Na Ho   * Course Ki  Zyada Jaankaari Lene Ke Liye Iss Number Par Raabta Kare *   ** Contact :- 6397074574*                  *Maulana Mohd Akhlaq**   * Jazakallah *  Date :...